Aapki Ada Se Hum Madhosh Ho Gaye, Aap Ne Palat Kar Dekha To Hum Behosh Ho Gaye, Yehi Ek Baat Kehni Thi Aapse, Na Jaane Kyun Aapko Dekhthe Hi Hum Khamosh Ho Gaye.
Aap khud nahi janti aap kitni pyari ho Jaan ho hamari par jaan se pyaari ho Duriyon ke hone se koi fark nahi padta Aap kal bhi hamari thi aaj bhi hamari ho…!!
Dil ke kone se awaz ati hai. Hame har pal unki yaad ati hai Dil puchta hai bar bar hamse Ki jitna ham yaad krte hai unhe Kya unhe bhi hmari yaad ati hai.
Jab raat tumhaari yaad aati hai, Door chaand mein tumhaari soorat nazar aati hai, Dhoondte hain hum tumhe raat bhar apne aas paas, Aise hi tanhaa har raat guzar jaati hai… Good Night
Meri saanson mein bikhar jao toh acha hai Ban k rooh mere jism me utar jao to acha h Kisi raat teri godh mein sar rakh kar so jau Us raat ki kabhi subah na ho toh achha hai
Hum tumse khafa ho nahi sakte, Waada kiya to bewafa ho nahi sakte, Aap bhale hi hume bhulakar so jao, Magar hum aapko yaad kiye bina so nahi sakte, Good Night.
Agar mai hadh se guzar jau toh maaf karna, Tere dil mai utar jau toh maaf karna, Raat mai tujhe dekh k tere deedar ki khatir, Pal bhar jo theher jau toh maaf karna…!!
Jee Chahta Hai Tumse Pyar Si baat ho, Haseen taare ho or lambi si raat ho, Fir raat bhar yhi guftgu rakhe hum dono, Tum meri Zindagi ho, Tum kayinat ho.
Yun To Hai Sabkuch Mere Pas Bas Dva-E-Dil Nahi, Door Vo Mujhse Hai Par Main Us Se Naraaj Nahin, Maloom Hai Ab Bhi Mohabbat Karta Hai Vo Mujhse, Vo Thoda Sa Jiddi Hai Lekin Bevafa Nahin.